Saturday, January 14, 2012

Sheikh Abdul Qadir Jilani Said about Niyyat of Namaz (read Urdu)

Peran e Peer Sheikh Abdul Qadir Jilani Namaz ki Niyyat k baray main farmatay han: Namaz main Dakhil honay k liay Sirf Allah Akbar hi kahna... thumbnail 1 summary
Peran e Peer Sheikh Abdul Qadir Jilani Namaz ki Niyyat k baray main farmatay han:
Namaz main Dakhil honay k liay Sirf Allah Akbar hi kahna chahiay. Iss Kalmay k siwa Niyyat k liay koi bi dosra Kalma zuban say kahna jaiz nahi hay. Kiun k " Niyyat dil ka Fael hay Zuban ka Fael nahi (page 9) iss liay dil ka Irada hi Sharat hay. Zuban say kuch kahna dorast nahi hay. (Gani tatul talibeen,غنیۃ الطالبین  page 10)
 شیخ عبدالقادر جیلانی نماز کی نیت کے بارے میں کیا فرماتے ہیں۔۔ 


No comments

Post a Comment