Saturday, January 7, 2012

12 Rabi ul Awal k Naam Per

Jashn e Eid Milad un Nabi (S.A.W)???? thumbnail 1 summary
Jashn e Eid Milad un Nabi (S.A.W)????




6 comments

  1. So Said jis ki khatir dunya banai gai tum musalman hoke bhi us ki wiladat ka din nahi manatey kala to pertey ho per maantey nahi hazrat Adam ale salam ne bhi jab kalma perha tha tab unko mafi mili thi yani jab bhi ye teh tha k MUHAMMAD (S.A.W)ka kalma tha or hamesha rahey ga tum log Kawwa Khane ko halal samajtey ho or nabi k din mai khushya manane se tumhari jaan tati hai akhir ho na abu jehel ki aullad

    ReplyDelete
  2. Ali Bhai aap ne bilkul theak kaha yeh waqi Abu Jahil ki aulad hain, Aap (S.A.W) k naam ka kha letay hain, detay hoay takleef hoti hai, En ko to maafi bhi nhi milnay wali, Allah ne khud Meelad manaya, Allah en k saye se bhi bachaye, yeh loog bahot ghaleez hain,
    Geo Sunnio, Jish-e-Wiladat manaty rahy gay..

    ReplyDelete
  3. Barelviyoon ko jahil kehnay walay khud k girebaan mei jhank k dakho k kitnay pani mei ho,,,,,? jahilo PYARAY NAIB PAK (S,A,W) to wo hasti hain jin k liye kainaat hai. poet ne khoob kaha hai,,,,

    "WO JO NA HON TO KUCH NA HO,
    JAN HAIN WO JAHAN KI,
    JAN HAI TO JAHAN HAI,,,"

    PYARAY NABI S,A,W,W KA JASHAN TO MARTAY DAM TK HOTA RAHAY GA.. ALLAH PAK TUM KO B HIDAYAT DAY. AAMEEN.

    ReplyDelete
  4. AOA , main nai janta ka main kis maslak sa hu , Lakin itna zarur kehta hu , apna gar main bacha ki birth hu tu us ka bara huna tak birthday manata ha puchta ha kon sa rsihtadar aya ha kon sa nai , phir b ju naraz hu us ku razi karat ha , main dholl baja ki bat nai kar rah Lakin ahtram main rehta hua khushi main khan khilana , kisi poor ( gharib) taufa daina, khush huna muskaran , sunat ka paigham daina , kasa jaiz nai , Muja Apna Pyara Nabi Muhammad Sallaho Elahihe Wasalam ka duniya ko chamkana zindgi kasa guzarni ha ka practical kar ka dkhaya , khush hu khush huta rahu ga , kisi ka pass iss bat pa fatwa ha mara smana lay,

    Koshish karu ka doosru ku sahi bat btao , agar koi ghalat hurkat kar rah ha ju ka asal rooh sa hut ka hu us ku piyar sa bta do ka iss tarah karu ,

    Ikhtalaf sa parhaiz

    Muhammad Haroon

    ReplyDelete
  5. History proves that Prophet Muhammad (saw) never celebrated his own birthday. He used to fast on Mondays irrespective of the month. All that we know for sure is that he was born on a Monday and that deeds are presented to Allah on Mondays, which is the reason he used to fast on Mondays. His exact date of birth and even the month is a subject of debate, which further proves the insignificance of birthday celebration of Prophet Muhammad (saw)

    Further more none of the Sahaba, his closest companions ever celebrated his birthday, decorate mosques, read aloud poetry in his praise or hold milads or take out processions on 12th Rabiul Awal.

    So when we say that we dearly love our Prophet saw and therefore there is no harm in displaying this love on 12 Rabiul Awa, we need to analyze our selves and ask our selves…

    If companions of Rasool Allah did not celebrate Milad then why are we celebrating it?

    Do we love Prophet Muhammd saw more than his closest companions who sacrificed their lives, family , wealth and property for him? Do we love our Prophet (saw) more than these sahaba? Do we know a better way of expressing our love then the sahaba?Are we better Muslims than the Sahaba Karam (ra)? Are we more pious than Abu Bakar and Umar and Ali and usman radiallahu anhum?? Are we more knowledgeable than these companions? Obviously Not!

    This tradition of Milads seeped into Muslims culture later on and was not part of original Islam. It is clearly an innovation a new thing added into Islam which is a Bida and therfore should not be celebrated as it was not part of original Islam practiced by the companions at the time of Prophet Muhammad (saw)

    Rasool Allah (saw) him self said:“Whoever has performed a deed which is not in the religion from its inception is rejected (not acceptable to Allah)“. (Bukhari and Muslim)

    So how should Muslims prove their love for Rasool Allah (saw)? What is the right way to proclaim and display your love for Rasool Allah (saw)

    What is Innovation?? Read the details about Bidah at the following link

    ReplyDelete
    Replies
    1. plz yaar plz larrna bnd karen ap sb.....ALLAH ne ek DEEN bnaya hai.... aur jb bnaya to ye b kaha k kalma parho aur musalman hojao as stated in 2nd kalma shahadat ( I testify that (there is) no partner for Him. And I testify that certainly Muhammad (is) His worshipper and His Messenger.) ALLAH ne kaha hai k wo WAHID hai aur beshak wo Hai aur phr ye b kaha k MOHAMMAD(s.a.w.w) ALLAH k bnday aur rassol hain to in sb bton may ye sb firkay kahan agaye????? aj kal sblog ye sochne k bajaye k ALLAH ne kia kaha hai NABI ne kia kaha hai usper tehkeek karen ye soch kr larr rhay hain apas may k tum DEOBANDI , tum AHL E HADEES , tum BARELVI sb khud ko defend krne may lagay hain... agar apko lagta hai k barelvi , ahle hadees ya deobandi ghalat hain to ye unka aur un k ALLAH ka mamla hai... hum sb q lar rhay hain? kia hmare pyare NABI(S.A.W.W) ne DEEN larr kr phelaya tha ya mohabbat aur pyar se? kia NABI ne kbhi bhi KAFIRON ko baddua di? ya bura bhala kaha? nh na? to jb hum khud ko ushe nabi ki ummat kehtay hain to ap sb mjay khud btao k kia hum is tarah ek doosre ko tont kr k acha kr rhay hain??? plz ALLAH k liye larrna bnd karen koi niyaaz khaye ya ghalat kahey ALLAH PAK sbko ek tauba per maaf krdega wo to bht RAHEEM HAI, KAREEM HAI..humse hmari 70 maaoun se ziada pyar krne wala plz i beg u all stop fighting plz ALLAH ko maano aur us k NABI ko maano aur un k kahey huay per chalo ye mat socho k duniya kia keh rh hai srf apne dil ki suno qabar may hisaab dene ap k sth puri duniya nh jayegi... meri koi bt buri lagi ho to us k bht maazrat per plz ek br apne dil aur dimagh se puchen k agar hum nabi pak (s.a.w.w.) k ummati ho kr is tarah apas may ek doosre ko tanz kr rhay hain larr rhay hain to hum may aur duniya ki baki qaumo may farq kia reh gaya hai??? thank u

      Delete