Friday, August 12, 2011

Aain Apna Mohasba karan...

kiya aj main nay Faraz namazan ba Jamat Ada ki han? Kiya aj main nay Namaz e Tahajad ore Namaz e Eshrak ka Ahtamam kiya hay? kiya aj main ... thumbnail 1 summary
kiya aj main nay Faraz namazan ba Jamat Ada ki han?
Kiya aj main nay Namaz e Tahajad ore Namaz e Eshrak ka Ahtamam kiya hay?
kiya aj main nay Suba wa Sham k Azkar kiyah han?
kiya aj main nay Quran Majeed ki Tarjumay k sath Tilawat ki hay?
kiya aj main nay Jhot, Chogli, Ghebat Wagara say Bachnay ki Koses ki hay?
kiya aj main nay Islam ki Sar bolandi k liay koi Kam keya hay?
kiya aj main nay Mujahdeen e Islam ko apni Duaon main yad keya hay?
kiya aj main nay Tamam kam Sunnat e Nabwi (S.A.W) k Mutabik keya?
kiya aj main nay Apnay Ghar say Bay Hayaee ka Saman Maslan TV, Filmain, Dramay ore Muzik ko Khatam karnay ki koses ki hay?

No comments

Post a Comment