Sunday, January 9, 2011

Aham ore Zarori Batain

jo Nafarmani ka Rawayia ikhtiar karta hay. Allah os ko Sakhat saza data ha. jo Sabar ka Rawayia ikhtiar karta hay. Allah os k Ajar ma Izafa ... thumbnail 1 summary
jo Nafarmani ka Rawayia ikhtiar karta hay. Allah os ko Sakhat saza data ha.

jo Sabar ka Rawayia ikhtiar karta hay. Allah os k Ajar ma Izafa karta ha.

jo Gosay ko pe jata hay. Allah os ko iss ka Badla data ha.

jo Dosron ki Aab poshi karta hay. Allah os k Aab per parda Dalta hay.

jo Dosron ko maff karta hay. Allah os ko Maff karta hay.

jo Allah say baNiazi Bartta hay. Allah os ko Johtlata hay.

Mumin ka mall dosron k liay asa hi Haram hay. Jasa k os ka Kon Haram hay.

Mumin ka gosat khana(yani Gebat karna) Allah ki Na Farmani hay.

Mumin say Jung karna Kofer hay.

Mumin ko Gali dana Fasak hay.

Jo chez Aanay wali ha. wo Kareb hay.

Badtaren Khab Johta Khab hay.

Tum ma sa Har ek Char Hath Zamen ma Janay Wala hay.

Sahadat mand wo hay. Jo Dosron say Nasehat Hasel karay.

Badtareen Giza Yateem ka mall Khana hay.

Sharab Noshi Aam Gonahon ka sar Chasma hay.

Musalmano ka Khon Baham baraber hay.

Log Kangi ka Dano ki Manid han.

Monafiq ki Allah ka Nazdek koi Ezate nahi.

Aadmi Ikhtiar Rakhta hay. Jab tak wo Kalam na karay.

Jis na Aapni qadar Pehchani, Nijat paay ga, Halak nahi ho Ga.

Insan Kanay Han. Jis Tarhan ek Kan ma ek hi Kisam k Jawaher Nikaltay han. ishi Tarhan ak Garoh ore ak Kabelay ma Khas Mizaj ore Tabah k Log hotay han.

Asal Mumin wo hay. Jo apnay Bahi k liay bi wo hi kuch Chata ha. Jo wo Apnay liay Chahay.

Behtar Musalman wo ha. Jo LA YANI Aamor ko Chor Data hay.

Aamal ka Daro Madar Niaton per hay.

Tum Eeman Lao, Salamty Pa Jao Gay.

Aadmi ka Hashar os k Sath Jis say Mohabat Rakhta ho Ga.


No comments

Post a Comment