Sunday, June 5, 2011

It's Prohibited To Build Mosque On Graves

Hadith in Urdu. Hadith of Sahi Muslim. Read in Urdu. Hadith riwayat by umme salma (R.A). Qabron per Masjid bananay ki mamaniat ak martaba Um... thumbnail 1 summary
Hadith in Urdu. Hadith of Sahi Muslim. Read in Urdu. Hadith riwayat by umme salma (R.A).
Qabron per Masjid bananay ki mamaniat
ak martaba Umme Salma (R.A) ko mulak Habsha janay ka etafaq hoa. wahan ak Girja dahka jo Tasweron ore boton say Bahra para tha. Onhon nay nabi Kareem (S.A.W.) k Samnay iss Girjay ka Zikar kiya. ya son kar Hazoor Akram (S.A.W.) nay Farmaya:
ya wo loog han jab in mai say koi nake ore Salaah fote ho jata tu wo iss ki Qaber ko Sajda Gah bana latay. Yah Loog Allah k Nazdek Badtareen Makhloq han. (Sahi Muslim)

No comments

Post a Comment